Ye post 6606 ward ka hai (07-01-2021) (1 baje se 4 baje tak) 😔 Dear preeti : me (ravi Kashyap) aaj mai tumko wah sab batana chahta tha jo ki mai fil karta hu. 15 feb 2020 ko maine tumpar coll kiya tha. Jo ki usase pahle bhi mai tumko like katha tha. Tumko yaad hoga ki (15 feb) se pahle karib 20,25,din pahle jab tum (missan hospital) me study karti thi tab mai waha bhi jata tha par ye tumko nahi pata tha aur jab mai tumhare ghar ke aas, pass bhi gumta tha tab sayad tum mere bare me kuchh nonis ki thi. Aur uske 20,25 din bad (15-02-2020)ko jab mai coll kiya tha to tumse karib (1 months) ke ass pass bat hui thi. Aur jab tumse 15-02-2020 ko mai pahli bar coll kiya tha to mujhe achhi trah pata hai ki ham dono ne karib (1 ghante ) ke aas pass bat kiye the. Tumko yad hoga jab mai aur mere dost log tumhari friend ,oska name to nahi yaad aa raha but vah tumhari friend thi saayad uska name (Namrita Maurya) tha. Mujhe achhi tarah se yaad nahi aa raha but ...